योगदान देने वाला व्यक्ति

12 अक्तूबर 2009

sangam

ye man ka kona bhi mere ghar ke ek kone sa hai sara ghar mera hai par ek kona bhi aisa nhi jaha mai apne se akele mai kuch bat kar saku ..........charo taraf saman ki bheed ...........aise hi mere man ka kona hai jaha mere apne liy waqt nhi har taraf sabki fikr ...............kya kabhi mil payege mere ghar aor man ke kone kabhi ???????

2 टिप्‍पणियां:

Meri Ankahi Dastaan ने कहा…

mann ke koney aur is zindagi ki bheed mein har koi tanha hai ... kahin jagah paakar bhi beghar hai..
kahin koi kona mil bhi jaye to jane kitni der tak koi wahan tik paye ye kehna mumkin nahi ...
asaan hai dil mein jagah dena ... aur usse bhi asaan hai logo ka us dil se nikalkar phenk dena...ye be aitbari se bhari duniya...
har koi tanha tanha ..har rooh ruswa ruswa ...
ek aisa ghar banao apne andar hi..jahan apni sari jagah mein paon phayla sako ..aur khudpar khud ki hukumat chala sako...
kisi aur ke ghar mein koney aksar badi bhari keemat par milte hai..aur wo bhi kayam ke liye nahi...kiraaye pe milte hai...

Unknown ने कहा…

thnx kashish